Tera Deedar Hua – 	Rahat Fateh Ali Khan & Javed Ali

Tera Deedar Hua – Rahat Fateh Ali Khan & Javed Ali Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan & Javed Ali

Singer: Rahat Fateh Ali Khan & Javed Ali
Lyrics: Sanjay Masoomm
Music: Mahesh Bhatt (Vishesh Films)
Album: Jannat 2
Release:

Tera Deedar Hua – Rahat Fateh Ali Khan & Javed Ali Song Lyrics

Yun tera muskuranaAur aake chale jaanaYun tera muskurana aur aake chale jaanaKismat ka hai khul jaanaTera deedar hua, pehla sa pyaar huaPehli hi baar hua is dil koNa toh inkaar huaNa hi iqraar huaJaane kya yaar hua is dil ko (x2)Re ga ra re….. ♩ ♪ ♫ ♬Tujhse mila toh jaagi duaayeinAur nazron ne sajda kiyaJannat zameen par aayi utar keKhushiyon ne jaise chun sa liya (x2)Har manzar dilnashin haiTu hi tu har kahin haiOh.. teri yeh adaayein toh hain qaatilanaTera deedar hua, pehla sa pyaar huaPehli hi baar hua is dil koNa toh inkaar huaNa hi iqraar huaJaane kya yaar hua is dil koTere bina tanha tha hardamHothon pe hardam thi tishnagiMaqsad nahi tha, sapne nahi theThi zindagi mein aawargiTu mera rehnuma haiManzil hai, raasta haiO mere liye tu toh jaiseRab ka hai nazraanaTera deedar hua, pehla sa pyaar huaPehli hi baar hua is dil koNa toh inkaar huaNa hi iqraar huaJaane kya yaar hua is dil koYun tera muskurana aur aake chale jaanaYun tera muskurana aur aake chale jaanaKismat ka hai khul jaanaTera deedar hua, pehla sa pyaar huaPehli hi baar hua is dil koNa toh inkaar huaNa hi iqraar huaJaane kya yaar hua is dil ko

Music Video