Gehra Hua Lyrics – Arijit Singh

Gehra Hua Lyrics – Arijit Singh Lyrics – Arijit Singh

Singer: Arijit Singh
Lyrics: Irshad Kamil
Music: Shashwat Sachdev
Release:

Gehra Hua Lyrics – Arijit Singh Song Lyrics

Tu agar meri, yeh hawaein teriTu agar meri, saari raahein teriTu agar meri, main hoon teraTu agar meri, yeh ujaalay tereTu agar meri, dil hawaalay tereTu agar meri, main hoon teraBetaab-sa mohabbat ka tu inqilaab haiMera jahaan teri baahon mein khwaab, khwaab haiGahra hua, gahra huaRang aashiqi gahra huaGahra hua, gahra huaDariya dua gahra huaTera huaTu agar meri, yeh hawaein teriTu agar meri, saari raahein teriTu agar meri, main hoon teraPalken jhapakta hai aasmaa’nLaakhon farishton ki hai tu jaanWoh poochhte hain rehti kahaan?Meri baahon mein rehti, unko bataPalken jhapakta hai aasmaa’nUsne bhi tujh-sa dekha kahaanHai raunakien wahaan, tu hai jahaanMeri baahon mein rehna, yahi hai duaTu agar meri, hai fasaana teraTu agar meri, toh zamaana teraTu agar meri, main hoon teraBetaab-sa mohabbat ka tu inqilaab haiMera jahaan teri baahon mein khwaab, khwaab haiGahra hua, gahra huaRang aashiqi gahra huaTera huaTu agar meri, yeh hawaein teriTu agar meri, saari raahein teriTu agar meri, main hoon teraTeri mohabbat mein jalna bhi haiAur tujhse bachke hi chalna bhi haiKuch rang apna badalna bhi haiMaine dhalna tere rang mein hai sadaTu chaand hai ek dhadakta huaChori se mujhko hi takta huaSeene se lag ke chamakta huaMeri jannat ka raasta, tu hi tu huaTu agar meri, yeh hawaein teriTu agar meri, saari raahein teriTu agar meri, main hoon teraBetaab-sa mohabbat ka tu inqilaab haiMera jahaan teri baahon mein khwaab, khwaab haiGahra hua, gahra huaRang aashiqi gahra huaGahra hua, gahra huaDariya dua gahra hua

Music Video