Aawaara Angaara Lyrics – Faheem Abdullah Lyrics – Faheem Abdullah
Aawaara Angaara Lyrics – Faheem Abdullah Song Lyrics
Teri kaynaat, mere khaali haath aur taar-taar sapneyGaye zakhm jaag, mere seene aag, lagi saans-saans tapneyTeri kaynaat, mere khaali haath aur taar-taar sapneyDardon se choor, gham ka guroor, kahoon kya main haal apneyAawaara, aawaara, awaara angaaraRaaton mein dooba ambar ka banjaaraJaane toota kyun, main sheesha, na taaraTeri kaynaat, mere khaali haathAur taar-taar sapneyGaye zakhm jaag, mere seene aagLagi saans-saans tapneyKoi udhaari hai, seene pe bhaari haiPatthar hai ya dil hai?Main hi akela hoon, main hi toh mela hoonYeh kaisi mehfil hai?Roothey savere hain, aadhey yeh mere hainAadhey hain yeh tereTu hai nigaahon mein, laava hai aahon meinPar sard shaam ghereAawaara, aawaara, aawaara angaaraAansoo hai mere ya pighla hai paara?Jaane toota kyun, main sheesha, na taaraMere imtehaan tu jo le raha haiAb na riyaayatein karMaine ishq seekha, maine pyaar seekhaTu chaahe nafratein karMaine dil diya hai, maine dukh liya haiTu sauda hi maan le parMere imtehaan tu jo le raha haiAb na riyaayatein karAawaara, aawaara, aawaara angaaraRaaton mein dooba ambar ka banjaaraJaane toota kyun, main sheesha, na taaraMere imtehaan tu jo le raha haiAb na riyaayatein karMaine ishq seekha, maine pyaar seekhaTu chaahe nafratein kar