Ghar Kab Aaoge Lyrics – Sonu Nigam & Arijit Singh

Ghar Kab Aaoge Lyrics – Sonu Nigam & Arijit Singh Lyrics – Sonu Nigam, Arijit Singh, Vishal Mishra, Diljit Dosanjh, Roop Kumar Rathod

Singer: Sonu Nigam, Arijit Singh, Vishal Mishra, Diljit Dosanjh, Roop Kumar Rathod
Lyrics: Javed Akhtar, Manoj Muntashir
Music: Mithoon, Anu Malik
Release:

Ghar Kab Aaoge Lyrics – Sonu Nigam & Arijit Singh Song Lyrics

(Sonu Nigaam)Ho..(Chorus)Ho..(Sonu Nigaam)Sandesey aate hain, humein tadpaate hainJo chiththi aati hai, woh poochhi jaati haiKi ghar kab aaogey, ki ghar kab aaogeyLikho kab aaogeyKi tum bin yeh ghar soonaa, soonaa hai(Arijit S.)Sandesey aate hain, humein tadpaate hainJo chiththi aati hai, woh poochhi jaati haiKi ghar kab aaogey? ki ghar kab aaogey?Likho kab aaogey?Ki tum bin yeh dil soonaa, soonaa hai(Chorus)Ho..(Vishaal Mishra)Yeh dil jo barson se tha khaali-khaali saKisi ke aane se sajaa diwaali saJaage hain darwaazey kisi ki aahat seSavera hota kisi ki karvat se(Vishaal Mishra)Main socha karta hoon yahi tanhaai meinKe chanda utrega meri angnaai meinNaseebon waali ne,Kaan ki baali neChauth ki thaali neAur poochha hai mehndi ki laali neKi ghar kab aaogey?Ki ghar kab aaogey?Likho kab aaogey?(Arijit S.)Ki tum bin yeh dil soonaa, soonaa hai(Chorus)Sandesey aate hain, humein tadpaate hainJo chiththi aati hai, woh poochhi jaati hai(Roop Kumar R.)Ki ghar kab aaogeyKi ghar kab aaogeyLikho kab aaogeyKi tum bin yeh ghar soonaa, soonaa hai(Chorus)Ho..(Diljit D.)Yeh poochho aankhon ke jhalakte paani seBichhadte hain koi kahaan aasaani seMain peeche chhod aaya, duaayein karti maaKi us'se bhi pyaari mujhe yeh dharti maa(Diljit D.)Kisi ne dheere se kaha tha laut aanaMain raasta dekhungi, mujhe na tadpaanaJaagti raaton neAnkahi baaton neAdhoore vaadon neAur poochha hai uski yaadon ne(Arijit S.)Ki ghar kab aaogey?Ki ghar kab aaogey?Likho kab aaogey?(Sonu Nigaam)Ki tum bin yeh ghar soonaa, soonaa hai(Arijit S.)Badi yaad aati hai, kisi ki raaton meinKalaai resham si, abhi hai haathon meinShaayari jaisi woh, labon pe rehti haiMohabbat jaisi woh, ragon mein behti hai(Arijit S.)Jo gudiyon se khele, woh gudiya yaad aayeinKi baaton-baaton mein usi ki baat aayeMere dildaaron neGali bazaaaron neKi chiththi taaron neAur poochha hai mere yaaron ne(Vishaal Mishra)Ki ghar kab aaogey?Ki ghar kab aaogey?Likho kab aaogey?(Diljit D.)Ki tum bin yeh dil soonaa, soonaa hai(Sonu Nigaam)Ae guzarne waali hawaa bataMera itna kaam karegi kya?Mujhe chhod ke jo chala gaya, usey dhoondh la(Sonu Nigaam)Koi reh-guzar ya koi galiMujhe aaj tak toh nahi miliJo mita sakey yeh faaslaJo mita sakey yeh faasla(Sonu Nigaam)Meri saari jawaani le gayaAur aankh mein paani de gayaJisey dohraunga umr bharWoh aisi kahaani de gaya(Sonu Nigaam)Ae guzarne waali hawaa tujheHai qasam na aise rula mujheMain kahaan se laaun woh dil bataJisey ho qubool yeh alvida..(Diljit D.)Main waapas aaunga, main waapas aaungaPhir apne gaaon mein, pyaar ki chhaaon mein(Sonu Nigaam)Tarasti aankhon seKisi ki baahon seKi ghar ke raahon se(Vishaal Mishra)Kiya jo waada tha woh nibhaunga(All)Main waapas aaunga, main waapas aaungaMain waapas aaunga..(Sonu Nigaam)Main waapas aaunga..(Chorus)Ho...

Music Video