Zamaana Lage – Arijit Singh & Shashwat Singh Lyrics – Arijit Singh
Zamaana Lage – Arijit Singh & Shashwat Singh Song Lyrics
Tumhare shehar ka mausam bada suhana sa lageMain ek shaam chura loon, agar bura na lageTumhare bas mein ho toh bhool jao mujheTumhe bhulaane mein shayad mujhe zamaana lageZamaana lage, zamaana lageTumhe bhulaane mein mujhe zamaana lageZamaana lage, zamaana lageTumhe bhulaane mein mujhe zamaana lageMaana meri hi galti thi iss baarKal jo mujhpe fida tha, aaj hai khafaYun hi na berukhi, yun hi na udaasiSeene mein dard uthta hai baar-baarTu iss tarah se mere saath bewafai karTu iss tarah se mere saath bewafai karKi tere baad mujhe koi bewafa na lageZamaana lage, zamaana lageTumhe bhulaane mein mujhe zamaana lageZamaana lage, zamaana lageTumhe bhulaane mein mujhe zamaana lage