Saiyaara – Mohit Chauhan & Tarannum Malik Lyrics – Mohit Chauhan, Tarannum Malik
Saiyaara – Mohit Chauhan & Tarannum Malik Song Lyrics
Aasmaan tera mera huaKhwaab ki tarah dhuan dhuanAasmaan tera mera huaSaans ki tarah ruan ruanHo jaaye jahaan tu jaayePaaye mujhe hi paayeSaaye ye mere hain tujh mein samaayeSaiyaara main saiyaaraSaiyaara tu saiyaaraSitaaron ke jahaan mein milenge ab yaara (x2)Tu jo mila toh yun huaHo gayi poori adhoori si duaTu jo gaya toh le gaya sang tereMere jeene ki har wajahHo jaaye jahaan tu jaayePaaye mujhe hi paayeSaaye ye mere hain tujh mein samaayeSaiyaara main saiyaaraSaiyaara tu saiyaaraSitaaron ke jahaan mein milenge ab yaara (x2)Tum pe miti, tumse baniTumse hua hai haan khud pe yaqeenTu jo nahi toh na sahiMain hoon yahaan toh tu hai yahin kahinHo jaaye jahaan tu jaayePaaye mujhe hi paayeSaaye ye mere hain tujh mein samaayeSaiyaara main saiyaaraSaiyaara tu saiyaaraSitaaron ke jahaan mein milenge ab yaara (x2)